★بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم★لآ اِلَهَ اِلّا اللّهُ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّهِ★اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ★
YaNabi.in
"WAHABIYO PADHO AUR SAMJHO" - Ja-al-haq Discussions on

"WAHABIYO PADHO AUR SAMJHO"


"WAHABIYO PADHO AUR SAMJHO"
Question:
Kya Niaz karna Jaiz he?
Or Kya Sahaba Niaz karte thay?
Ans:
G HAAN Jaiz he Or SAHABA NIAZ KARTE THE -
Hazrat Ali (Radi ALLAHO Anho) ne kia SARKAR (Salallaho alehi wsllam) ke Naam se aik meendha zibah kia kerte thay
Allah ki bargah me.
(Jamay Tirmizi, jild#1,Pg#538. Sunan Abu-Dawood, jild#2,Pg#29)
*************** *************** ***
Qur'an:
Tera Rab khub jaanta hai koun Behka uski Raah se, aur woh khub jaanta hai hidaayat walon ko
"TO KHAAO USME SE JIS PAR ALLAH KA NAAM LIYA GAYAA AGAR TUM USKI AAYAATE MAANTE HO."
Aur tumhe kya hua ke unme se na khao jispar ALLAH ka NAAM liya gaya,
[ SURAH ANA'AM (SURAH.6, PARA.8): 117-119 ]
NIYAAZ JAIZ HAI...!
AB KOI WAHAABI PUCHHE:
NIYAAZ PAKANAA QURAAN ME KAHA HAI ??
TO YE AAYAAT BATAANA...
Dekho wahaabiyon aur agar hidaayat mile to darsh hasil karo.
And Wahaabi ! ! !
Mar gayaa Mardood,
Na Fatiha,
Na darood.
ALLAH AZZAWAJAL IRSHAD FARMATA HAI:
QURAN:
"Jo Khuchh RASOOL Tumhe
Ata Farmae Lelo Or
Jis Chiz Se Roke Ruk Jao
>PARA 28: RUKUA 4<
Fir ye kaisaa NALAYAK ummati hai jo rasoolallah se Mangne ko SHIRK kehtaa hai ?? ?? ??
NAJDIYON WAHABIYON SHARM KARO ! ! !
Qur'an:
"Aey MEHBUB
Maine Tumhare Zikr Ko ApnaZikr Thehra Diya
Jisne Tumhara Zikr Kiya Usne Mera Zikr Kiya"
(QURAN-1:12)
QURAAN KA TARJUMA KISKAA SAHI HAI???
>>
IN MUNAFIQO NE QURAN PAK KA TARJUMA KARTE WAQT BHI GUSTAKHI KARNE SE IJTINAABNHI KARA OR ALLAH KO FAREB DENE WALA, DHOKA DENE WALA, DAGA DENE WALA LIKH DIA:
{para# 5, sura-e- nisa,ayat # 142}
.
1) madarsa-e-deoba nd k saddar
"MEHMOOD UL HASAN"
ne is ayat ka tarjuma u kia,
"MUNAFIQEEN DAGA BAZI KARTE HAIN ALLAH SE OR ALLAH BHI UNKO DAGA ...
...DEGA"
.
2) JAMAT-E-ISLAMI jisko follow karti hai us
"MODOODI"
ne is likha,
"YE MUNAFIQ ALLAH SE DHOKA BAZI KAR RAHE HAIN HALANKE DER HAQIQAT ALLAH HI NE UNHE DHOKE ME DAAL RAKHA HAI"
3)"WAHEED UZ ZAMAN ahle hadis"ne likha,
"MUNAFIQ SAMJHTE HAIN K WO ALLAH KO FAREB DETE HAIN OR(lekin ye nhi jante k)ALLAH TA'ALA UNKO FAREB DERAHA HAI"
.
magar sunnio k IMAAM ASHIQ-E-RASOOL, AALA HAZRAT is ayat ka sahi tarjuma karte huwe likhtae hain,
>>>"BESHAK MUNAFIQ LOG APNE GUMAAN ME ALLAH KO FAREB DENA CHAHTE HAIN OR WOHI(ALLAH) UNKO GHAFIL KAR KE MAREGA"
QABR-A-ANWAR SE AWAAZ•
HIQAYAT:-
Hazrat Ali Radi-Allahu-Ta' aala-Anhu Farmate Hain, Jab Huzoor SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ke Dafn-A-Mubarak Se Farig Hue To 3 Roz Ke Baad Ek Arbi Qabr-A-Anwar Per Haazir Hua Aur Qabr-A-Anwar Ke Saamne GirkerQabr-A-An war Ki Khaak Apne Sir Per Daalne Laga Aur Fir Kehne Laga-
Ya Rasoolallah! Jo Kuch Aapne Farmaya Humne Suna Aur Aapki Jabaani Humne Quraan Ki Yeh Aayat Bhi Suni!
TARJUMA:-"Jo Log Apni Jaano Per Zulm Ker Baithe Wo Aapke Paas Haazir Ho"
Bas Aye ALLAH Ke Rasool! SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Main Apni Jaan Per Zulm Ker Baitha Hoon Aur Ab Gunahon Ki Muafi Keliye Aapke Paas Aaya Hoon! Arbi Ne Yeh Kaha To Qabr-A-Anwar Se Awaaz Aayi, Jao! ALLAH Ne ......Tumeh Baksh Diya!
(Hujjatullah Alal-Aalamin Pg-777)
*************** *************** ***
SABAK:-
Hamare Huzoor SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ka Darbaar-A-Rehma t, Visaal Sharif Ke Baad Bhi Ba-Dastur Laga Hua Hain! Huzoor Apne Visaal Sharif Ke Baad Bhi Gunahgaron
Keliye Zariya-A-Najaat Aur Mamba-A-Fuiyyuz Wa Barkaat Hain! Aaj Bhi Hum Huzoor SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ke Ba-Dastur Mohtaaj Hain!
*
Hadees :
Meri ummat ke tamam gunah ALLAH ta’ala bakhsh dega,
Siwae un logo ke jo gunah kar ke logo ko fakhr se batae ke hum ne ye gunah kiya hai.
(Sahih Bukhari, Hadees No. 6069)
Insan se gunah hote rehte hain, Sagirah–kabirah , Anjane me–jaanbuz kar
Jab banda sachi tauba karta hai to Allah ta’ala use muaf farma deta hai.
Lekin jo jaanbuz kar khule aam ya elaniya gunahe kabirah karta rehta hai wo Fasiq hai aur Fasiq amali munafiq hai aur use ye ehsas nahi hota ke main
gunah karke apne rabb ki nafarmani kar raha hu.
Allah ta’ala usko muaf nahi karta.
Allah ta’ala sab ko har gunah se bachne ki aur apne gunaho ki sachi tauba karne ki tuafiq ata farmae.
Aameen.
Question:
kuch log kehte hai ki ahle sunnat wale mazaar parastikarte hai(grave wroshipper) hai ab yeh log ko kaise samjhaye ke hum mazaar par maangte nahi hai ibaadat nahi karte hame malum hai ke sirf ibadat allahhe ke liye hai or ibadat ke layakh sirf allah hai...
(Rem. koi bhi suuni mazar par jaa kar sajdaa ya unki ibaadat nahi karta, unke waseele se allah se maangte hai jo jaiz hai, ham sabit kar sakte hai ).
Ans.
In Hindi
Jaise ki ye Wahaabe log kehte hai ki hum log kabron
ki puja karte hai yaani ke hum log Allah ke saath kisiaur ki ibadat karte hai aur ye ......shirk hai Maz Allah to aap in logon ko ye hadeesein dikha sakte hai:
Musnad Ahmed 5/428
23680
Nabi Kareem sualalahualaihe wasallam ne farmaya
"main tum pe jis cheez se darta hun woh hai ShirkAl Asghar (Chota Shirk) Sahaba ne pucha ye shirk kya hai, aap ne farmaya
"Riya yaani dikhawa"
Nabi kareem sualalahualaihe wasallam ne Shirk Al Akbar nahi kaha jo ke Allah ke saath kisi aur ki
ibadat karne ko kaha jaata hai bulke kaha Shirk al Asgar jo ke riya hai (Dikhwa in ibadat) Ye is baat ki dalil hai ke is ummat mein koi shirk nahi karegaa.
************
Dusri hadees:
Sahi Muslim 485
Nabi kareem sualalahualaihe wasallam ne farmaya"Maine tumhe kabron ki ziyarat karen komana farmaya thaa lekin ab tum kabron ki ziyarat kar sakte ho'
Allah behter jaanata hai ke muslim log aage jaake kya kareinge to agar woh log shirk kareinge kabr pejaake to kya Allah ke Nabi hume kabhi kabron ke
jaake to kya Allah ke Nabi hume kabhi kabron ke paas jane ka hukm dete?
Ye Wahabee/Ahle khabees log fir aise kaise bol sakte hai.
**********
Tisri hadees:
Sahih Bukhari Book 56 Hadith 803
Nabi kareem sualalahualaihe wasallam ne farmaya
"Kuch log aise aayenge jo dusro ko jahannam ke taraf bulayenge aur jo log unko maneinge woh log jahnnam mein phek diye jaayenge. Sahaba ne arz ki"Ya Rasul Allah unke bareim mein batayiye". to aapne farmaya
"woh humare honge aur woh humari zubaan bolenge"
Sahaba ne kaha agar meri zindagi mein aisa ho tokya karun Huzoor ne farmaya
"Jamaah Musalmanon aur unke Khalifa ke saath raho"
.......
In Wahabeeyon se kaho ke aaj Sabse Badi jamaatwoh hai to Dargha pe jaate hai aur jo Muqallid bhihai.
Quran mein Allah ......farmata hai:
"Tum sabse behterin ummah ho."
[Soorah Aali-'Imraan 3:110]
Ye kaise ho sakta hai ke sabse behterin ummah meinsabse zadaa Mushrik ho?
Aur ek hadees:
Nabi kareem sualalahualaihe wasallam ne farmaya"Main us shaks se darta hun jo Quran ko
padhlegaa aur uska chehra munnwara ho jayegaa aur woh aayega Islam ko bachane. Ye jub tak Allah chahta hai tub tak hoga fir us se ye sab kuch leliya jaayegaa jub woh ye sabhi cheezon ko apne peeth ke peche rakh degaa aur talwaar lekar apne padosi koSHIRK ka fatwa degaa. Sahaba ne arz ki in mein se Shirk kahaqdar kon hoga Nabi kareem sualalahualaihe wasallam ne farmaya woh jisne Shirk ka fatwa diya (Yaani ke padosi nahi bulke woh jisne padosiko Mushrik kaha)
Ye sabhi hadees bilkul sahi hai aur ye Wahabaiyon
zubaan se bhi nikala hai ke ye sabhi hadees sahi hai.
*************** *************** *******
•»ZIYARAT-A-QAB R«•
''''''''''''''' ''''''''''''''' ''''''''''
Qabron Ki Ziyarat Karna Aur Unse Faida Haasil Karna Jayiz Hain Ya Nahi?
Uske Baare May Sarkar-A-Aqdas SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Aur Bujurgaan-A-Dee n Ka Aqida Mulaiza Ho!
Huzoor Sayyad-A-Aalam SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ka Aqida:-
HADEES:-(No.1)
Hazrat Burida Radi-Allahu-Ta' aala-Anhu Se Riwayat Hain Ki Rasoolallah SALLALLAHU-TA'A
ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ne Irshad Farmaya Ki Maine Tum Logon Ko Qabron Ki Ziyarat Se Mana KiyaTha! Ab Main Tumeh Ijazat Deta Hoon Ki Unki ZiyaratKaro!
(Muslim, Mishkaat Pg-154)
Muhaqqiq Alal Ithlaaq Hazrat Shaikh Abdul Haq Muhaddis Dehelwi Bukhari Rehmatullah Ta'aala Alaihi Is Hadees Sharif Ki Sharah (Tafsil) May Farmate Hain Ki Zamana-A-Jaahil iyat Se Karib Hone Ke Sabab Is Andeshe Se Huzoor SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ne Pehle Qabron Ki Ziyarat Se Mana ......Kerdiya Tha Ki Log Unke Sath Fir
Kahin Jaahiliyat Wala Rawaiya Na Ikhtiyar Kerlen! FirJab Islam Ke Kanoon Se LogKhub Aagah Hogaye To Aap SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ne Qabron Ki Ziyarat Keliye Ijazat De Di!
(Ash-atul Amlaat Jild-1,Pg-717)
*************** *************** ***
HADEES:-(No.2)
Hazrat Ibne Masoud Radi-Allahu-Ta' aala-Anhu SeBayaan Hain Ki Rasool-A-Karim SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ne Irshad Farmaya Ki Maine Logon Ko Qabron Ki Ziyarat Se Roka Tha, ToAb Tum Unki Ziyarat Karo!
(Ibne Maaza, Mishkaat Pg-154)
HADEES:-(No.3)
Hazrat Aayesha Siddiqa Radi-Allahu-Ta' aala-Anha Se Riwayat Hain! Unohne Farmaya Ki Jis Raat Ko Rasoolallah SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Unke Yahan Kayaam (Aaraam) Farmate To Aakhri Raat May Uthker Madina Ke Qabristan May Tashrif Lejate!
(Muslim, Mishkaat Pg-154) —
Sign In or Register to comment.
|Donate|Shifakhana|Urdu/Hindi|All Sunni Site|Technology|