★بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم★لآ اِلَهَ اِلّا اللّهُ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّهِ★اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ★
YaNabi.in
Aj bahot se hazraat apne kam ilm ki wajah se ye kehte hai k mera koi firka nai. Mai ek musalman hu. - Ja-al-haq Discussions on

Aj bahot se hazraat apne kam ilm ki wajah se ye kehte hai k mera koi firka nai. Mai ek musalman hu.

Unkeliye bahot zaruri hai k is hadis ko bagaur padhe.MERA KOI FIRQA NAHI MAIN SIRF EK MUSALMANHUN jo aaisa kahta hai uss k.liye muhhtod jawab و ان بنی اسرائیل تفرقت علی ثنتین و سبعین ملۃوتفترق امتی علی ثلاث و سبعین ملت کلھم فی النارالا ملتہ واحدۃقالوا من ھی یا رسول اللہ قال ما انا علیہ واصحابیbeshak bani Israel72 firqon men bat gae theaur meri ummat 73 firqon men bat jaegi sare firqe jahannami siwae ek ke , logon ne pucha ya rasool allah sallallahoalaihiwasallam woh ek firqa kaun sa hai ? Farmaya wo jis par main aur mere sahaba hain (tarjuma )HADIS E PAK KE SAF ALFAAZ HAI KEMeri ummat 73 firqon men bat jaegi ab jo bhi ye kahta hai ke mera koi firqa nahi to iska matlb ye hai ke woh ko rasool allah sallallaho alaihiwasallam ki ummat men nahi samajhta aur jab woh khud ko ummat men se nahi manta to wo apna faisla khud kar le ke woh kia hai ?Kulluhum finnari illa millata wahidatin : Se ye bat maloom hui ke tamam firqe ek nahi ho sakte aur jo kahta hai ke sab ek hai to wo hadis ka inkar karta hai aur 72 jahannami firqon men ittihad ho sakta hai mgr ek jannati firqa 72 jahannami se ittihad kaise kar saktahai ? Kia jannati aur jahannami barabar hain ? Main ek musalman hun mera koi firqa nahi asl me is hadis ke inkar karne wale ko ahle sulehkulli kahte hain ye aqaid to wahabiyon jaisa rakhte hain mge moharram ka khichra gyarhwin ki biryani 6thi ki mithai khane men age rahte hain aur kahte phirte hain kafir ko kafir na kaho . Sab se khatarnak firqa yahi hai sulehkulli lehaza aise firqon se aur aise jumle kahne walon se bacha jaeSULAH-KULLIYah Wah Giroh Hai Jo Ahle Sunnat wal Jamaat Ke Ilawa Chakdalvi, Kadiyani, Raphzi (Shiyah) Khariji, Wahabi Deobandi, Wahabi Gair Muqallid, Tableegi Jamaat, Maudoodi Jamaat Aur Naichari Wagaira Saare Gumraah wa Murtadd Firkon ko Bhi HAQ Samajhta Hai,Sab Ke Yahan Shadi Vivah karne Aur HarEk Ke Pichhe Namaz Padhne ko Jaaiz kahta Hai,Kisi Ko Naari Aur Jahannami Nahi Thaherata Us ka Aqeeda Hai Ki Kalma Wa Namaz Wala Har Mazhab Jannati Hai,HALANKI HUZOOR SALLALLAHUTA'ALA ALAIHI WASALLAM KI HADEES HAI KI MERI UMMAT 73 FIRKON (GIROHO) MEN BAT JAYEGI UN MEN SIRFEK MAZHAB JANNATI HOGA BAKI SAB JAHANNAMI HONGE.(Tirmiji,Mishkat Safa: No. 30)(BADMAZHABO SE RISHTE, safa:33, Musannif:- FAKIHE MILLAT MUFTI JALALUDDIN AHMAD SAHEB QIBLA AMJADI)
Sign In or Register to comment.
|Donate|Shifakhana|Urdu/Hindi|All Sunni Site|Technology|